A man never discloses his own character so clearly
as when he describes another's.
Read in your Language
Custom Search
Saturday, May 31, 2008
Friday, May 30, 2008
Kyun Koi Kisi.....
Kyun koi kisi ka dard apnata nahi hai
kyun koi kisi ki khushi dekhkar muskurata nahi hai,
Log aksar ek dusre se wada karte hain sath nibhane ka
par waqt jab aata hai kyun koi apna wada nibhata nahi hai.
kyun koi kisi ki khushi dekhkar muskurata nahi hai,
Log aksar ek dusre se wada karte hain sath nibhane ka
par waqt jab aata hai kyun koi apna wada nibhata nahi hai.
Thursday, May 29, 2008
Tuesday, May 27, 2008
When You Were.....
When you were born you cried and the world rejoiced.
Live your life in such a manner that when you die
the world cries and you rejoice.
Live your life in such a manner that when you die
the world cries and you rejoice.
Sunday, May 25, 2008
Jab Chhu Ke.....
Jab chhu ke hawa tujhe mere paas aati hai
dur hokar bhi teri nazdiki ka ehsaas dilati hai,
Jee chahta hai le lun ussay aagosh mein apni
kyunki wahi toh mere is dil ka haal jaanti hai.
dur hokar bhi teri nazdiki ka ehsaas dilati hai,
Jee chahta hai le lun ussay aagosh mein apni
kyunki wahi toh mere is dil ka haal jaanti hai.
Friday, May 23, 2008
Zindagi Ke Har.....
Zindagi ke har pal ko teri yaadon se sajaye baithe hain
apne labon par muskurahat ko teri hassi se sajaye baithe hain,
Khushiyon ne toh kab ka saath chhod dia hamara par tere haunsle se
apni zindagi mein umeed ke diye jagaye baithe hain.
apne labon par muskurahat ko teri hassi se sajaye baithe hain,
Khushiyon ne toh kab ka saath chhod dia hamara par tere haunsle se
apni zindagi mein umeed ke diye jagaye baithe hain.
Wednesday, May 21, 2008
Man Cannot Discover.....
Man cannot discover new oceans
unless he has the courage to
lose sight of the shore.
unless he has the courage to
lose sight of the shore.
Sunday, May 18, 2008
Ek Arsaa Hua.....
Ek arsaa hua muskuraye hue isliye aj teri mehfil mein aaye hain
tohfa nahi hai dene ko koi bas ek tute hue dil ki fariyaad laaye hain,
Suna hai asar hota hai duaon mein doston ki isliye
is bikhari hui zindagi ko sambhalne aj teri dosti ke saaye mein aaye hain.
tohfa nahi hai dene ko koi bas ek tute hue dil ki fariyaad laaye hain,
Suna hai asar hota hai duaon mein doston ki isliye
is bikhari hui zindagi ko sambhalne aj teri dosti ke saaye mein aaye hain.
Saturday, May 17, 2008
No Horse Gets.....
No horse gets anywhere until he is harnessed.
No life ever grows great until it is
focused, dedicated and disciplined.
No life ever grows great until it is
focused, dedicated and disciplined.
Friday, May 16, 2008
When You Are.....
When you are labouring for others
let it be with the same zeal
as if it were for yourself.
let it be with the same zeal
as if it were for yourself.
Thursday, May 15, 2008
Hum Ne Jana.....
Hum ne jana hee nahi ki kab
unse rishta mohabbat ka ban gaya
hum toh dosti nibha rahe the jane kab
afsana pyar ka ban gaya,
Poochhne par muskura kar humne
apne ehsas ko unse chhupa liya
par woh bhi shayad karte the mohabbat
humse isliye is raaz ko pehchan liya.
unse rishta mohabbat ka ban gaya
hum toh dosti nibha rahe the jane kab
afsana pyar ka ban gaya,
Poochhne par muskura kar humne
apne ehsas ko unse chhupa liya
par woh bhi shayad karte the mohabbat
humse isliye is raaz ko pehchan liya.
Wednesday, May 14, 2008
Every Job Is.....
Every job is a self-potrait of the person who does it.
Autograph your work with excellence.
Autograph your work with excellence.
Tuesday, May 13, 2008
The Secret Of.....
The secret of success is to be like a duck
smooth and unruffled on top but
paddling furiously underneath.
smooth and unruffled on top but
paddling furiously underneath.
Monday, May 12, 2008
Kaagaz Ki Kashti.....
Kaagaz ki kashti ko kabhi haqiqat ka sahil nahi milta
bin dor ki patang ko kabhi aasma nahi milta,
Reh jate hain jo mehrum is duniya mein "MAA" ke aanchal se
unko mamta ka ye pyara sa jahan nahi milta.
bin dor ki patang ko kabhi aasma nahi milta,
Reh jate hain jo mehrum is duniya mein "MAA" ke aanchal se
unko mamta ka ye pyara sa jahan nahi milta.
Sunday, May 11, 2008
Aata Hai Jab.....
Aata hai jab jab khayal aapka
main hawaon se poochhti hun haal aapka,
Besabr hai dil bechain hai dhadkan
kya yun hee hai dil betaab aapka?
Wadon par aapke hai aitbaar humein
ab in nazron ko hai besabri se intezar aapka.
main hawaon se poochhti hun haal aapka,
Besabr hai dil bechain hai dhadkan
kya yun hee hai dil betaab aapka?
Wadon par aapke hai aitbaar humein
ab in nazron ko hai besabri se intezar aapka.
Saturday, May 10, 2008
Friday, May 9, 2008
Love Is Not.....
Love is not an attraction
and its even not a kiss,
it is the pain you get
when someone you really miss.
and its even not a kiss,
it is the pain you get
when someone you really miss.
Thursday, May 8, 2008
Uth Dekh Kya.....
Uth dekh kya nazara hai
dur samundar nazdeek kinara hai,
Kuch pal ke faasle hain baaki
himmat na haarna,
Kyunki ye jaate hue dukh
aane wali khushi ka ishara hai.
dur samundar nazdeek kinara hai,
Kuch pal ke faasle hain baaki
himmat na haarna,
Kyunki ye jaate hue dukh
aane wali khushi ka ishara hai.
Wednesday, May 7, 2008
Sincere And Kindly.....
Sincere and kindly thoughts are like flowers
fragrant and rare,
Making of a wilderness a garden
sweet and fair.
fragrant and rare,
Making of a wilderness a garden
sweet and fair.
Tuesday, May 6, 2008
Monday, May 5, 2008
Humne Zindagi Ki.....
Humne zindagi ki shaam se ek raat udhar maangi hai tere liye
beete hue kal se ek sunehri yaad udhar maangi hai tere liye,
Chaand si roshan rahe zindagi teri isliye
apni zindagi se kuch khushiyan udhar maangi hai tere liye.
beete hue kal se ek sunehri yaad udhar maangi hai tere liye,
Chaand si roshan rahe zindagi teri isliye
apni zindagi se kuch khushiyan udhar maangi hai tere liye.
Sunday, May 4, 2008
Don't Ask God.....
Don't ask God for what you think is good
ask Him for what He thinks is good for you.
ask Him for what He thinks is good for you.
Friday, May 2, 2008
Friendship That Flows.....
Friendship that flows from the heart
cannot be frozen by adversity,
As the water that flows from the spring
cannot congeal in winter.
cannot be frozen by adversity,
As the water that flows from the spring
cannot congeal in winter.
Thursday, May 1, 2008
Hum Chah Kar.....
Hum chah kar bhi apne ehsaas ko zuban nahi de paate hain
woh poochhte hain humse aur hum iqraar nahi kar paate hain,
Log aksar apni mohabbat ko lafzon se jatate hain
par hum toh khamoshi se hee apne pyar ko nibhate hain.
woh poochhte hain humse aur hum iqraar nahi kar paate hain,
Log aksar apni mohabbat ko lafzon se jatate hain
par hum toh khamoshi se hee apne pyar ko nibhate hain.
Subscribe to:
Posts (Atom)