There are times when silence is golden,
other times it is just plain yellow.
Read in your Language
Custom Search
Sunday, July 5, 2009
Saturday, June 27, 2009
My Heart Was.....
My heart was a lonely home with its gates open to let love come in
one day you knocked my gate and asked if your love could come in?
I looked at you with surprise to know
why you want to replace our friendship with love
and skipped a heartbeat when you said
your friendship was always love,
I welcomed you with wide arms and you painted my heart with love shades
i am truly grateful for that lovely day you walked inside my lonely gate.
Saturday, June 20, 2009
This World Belongs.....
This world belongs to the man who is wise enough
to change his mind in the presence of facts.

Sunday, June 7, 2009
Saturday, May 30, 2009
Band Palkon Mein.....
Band palkon mein ik chehra ab saaf dikhne laga hai
ehsas ke darwaze par ab woh dastak dene laga hai,
Har pal uska khayal mere zehen mein rehne laga hai
mehfil mein reh kar bhi dil tanha rehne laga hai,
Ussey ik pal ki bhi duri par dil meethe dard se guzarane laga hai
jaane kya kashish hai usme ki mujhe ussey pyar hone laga hai.

Sunday, May 10, 2009
Yun Chaha Tha.....
Yun chaha tha humne saath unka
ki phir zindagi mein kuch soona na rahe
Ye rishta dosti ka rahe itna mazboot
ki phir zindagi mein kuch adhura na rahe,
Roti hui aankhein bhi muskurane lagi
har pal ko humne uske sang kuch yun jiya
Thaam kar uski pyar bhari dosti ka haath
humne zindagi ko phir se mehsus kia.

Sunday, May 3, 2009
It Is Impossible.....
It is impossible for that man to despair who
remembers that his Helper is omnipotent.

Sunday, April 26, 2009
Hum Yun Hee.....
Hum yun hee tumse mohabbat nahi karte
kuch toh chahat hai tumhari baaton mein,
Ek arsaa hua tumse mile par tumhari yaadein
ab bhi dhadkti hai meri sanson mein,
Uss pal ka humein besabri se intezar rahega
jiss pal tu hamare samne hoga,
Hum khamosh rehkar dekhenge hamari iss
ankahi mohabbat ka kya tujhe ehsaas hoga?

Saturday, April 18, 2009
Saturday, April 11, 2009
Chahton Ke Pal.....
Chahton ke pal bhi bahut suhane hote hain
har waqt palkon par khwabon ke thikane hote hain,
Bolti hain aankhein khamosh rehte hain lab
pochhti hain dhadkane phir unse mulakat hogi kab.

Saturday, April 4, 2009
Saturday, March 28, 2009
Woh Kehte The.....
Woh kehte the humse ki hum tumhe be-inteha pyar karte hain
apni har saans ke sath tumhe sham-o-sehar yaad karte hain,
Ek baar tumse milne ki chahat ko dil mein rakhte hain
aur tum khud humein milne ke liye bulao ye tamanna rakhte hain,
Humne bhi apni khwaish ka unse izhaar kar diya
hum bhi unse milna chahte hain ye ikraar kr liya,
Mukarar waqt par woh na aaye bas apna likha ek paigam bhijwa dia ki
hum toh tumse shararat kar rahe the aur tumne ye sab sach samjh liya.

Saturday, March 21, 2009
Every Man's Work.....
Every man's work, whether it be literature, or
music, or pictures, or architecture, or anything
else, is always a portrait of himself.

Saturday, March 14, 2009
Khamosh Raat Ke.....
Khamosh raat ke pehlu mein khyalon se batein karne lage hain
sunehri sehar ke aanchal mein jaagti aankhon se bhi khwaab bunne lage hain,
Alam aur soz mein na jaane iss zindagi se kitni hee shikayatein ki hain
par aj phir se muskura rahi hai ye zindagi rabb ne jo hum par inayat ki hai.

Saturday, March 7, 2009
Unless You Try.....
Unless you try to do something beyond what
you have already mastered, you will never grow.

Friday, February 27, 2009
Treat Everybody Alike.....
Treat everybody alike no matter from what station
in life he comes..... really great men and women are
those who are natural, frank and honest with
everyone with whom they come into contact.

Friday, February 20, 2009
The Price Of.....
The price of success is hard work, dedication to the
job at hand, and determination that whether we win
or lose, we have applied the best of ourselves to the
task at hand.

Saturday, February 14, 2009
Aahista Se Koi.....
Aahista se koi zindagi mein yun shaamil hone laga hai
woh nazron ki pehli mulakat ke baad ab dil mein utarne laga hai,
Muskurata hua chehra uska ab mere bhi labon par muskurahat dene laga hai
aur har aata hua khyaal uska dil mein ajib si dastak dene laga hai,
Ussey milna khushi aur na milna ab takleef dene laga hai
jaane kya baat hai usmein jo mujhe ussey pyaar hone laga hai.

Sunday, February 8, 2009
Tuesday, February 3, 2009
There Is No.....
There is no friend like an old friend who has shared our morning days
no greeting like his welcome no homage like his praise,
fame is the scentless flower with gaudy crown of gold
but friendship is the breathing rose with sweets in every fold.

Wednesday, January 28, 2009
The Difference Between.....
The difference between the right word and the
almost right word is the difference between
lightning and the lightning bug.

Saturday, January 24, 2009
Guzarte Waqt Ke.....
Guzarte waqt ke pehlu mein yaadon ke saye jud jate hain
zindagi ke hasin safar mein kai anjaane log mil jaate hain,
Rishta har kisi se dil ka kaayam nahi ho pata hai
woh shakhs yakinan koi khaas hota hai jiska ehsas dil ko andar tak choo jata hai.

Tuesday, January 20, 2009
Saturday, January 17, 2009
When You Do.....
When you do the things you have to do when
you have to do them, the day will come when
you can do the things you want to do when
you want to do them.

Tuesday, January 13, 2009
Poochha Hai Tumne.....
Poochha hai tumne kai baar ki dil mein hamare kya hai raaz
humne apne dil se poochha ki ku nahi unhe hum par aitbaar,
Dil ne Muskura kar kaha -
Wo jaante hai ki tumhe unse mohabbat hai
maine nahi kaha ab tak ye meri sharaafat hai.

Saturday, January 10, 2009
People Places And.....
People, places and things were never meant to give
us life. God alone is the author of a fulfilling life.

Wednesday, January 7, 2009
Saturday, January 3, 2009
The Cheerful Man.....
The cheerful man will do more in the same time,
will do it better, will preserve it longer, than
the sad or sullen.

Subscribe to:
Posts (Atom)