Custom Search

Monday, June 30, 2008

Rakhte Hain Jo.....

Rakhte hain jo auron ke liye pyar ka jazba
woh log kabhi tutkar bikhra nahi karte
Zaruri nahi ki mile pyar ke badle pyar
par issay ek tarfa rishte maraa nahi karte
Rishton ko rakhte hain zinda jo ehsas
woh ehsas hum aj bhi mehsus karte hain
Nahi karte woh mohabbat humse
par hum aj bhi unse pyar karte hain.

Friday, June 27, 2008

Always Bear In.....

Always bear in mind that your own resolution
to success is more important than
any other one thing.

Wednesday, June 25, 2008

Aapki Masoom Nigahon.....

Aapki masoom nigahon ki chahat ki kasam
dil ne kya ruh ne bhi aapse mohabbat ki hai
Chhod dia aapne beech raah mein humein
kaho jo is dil ne kabhi aapse shikayat ki hai
Hum toh is sukun mein hee jeete aaye ki
ek pal ko hee sahi aapne humse sachi mohabbat ki hai
Par woh sukun bhi chhinn gaya jab jana ki
aapne toh humse shararat ki hai.

Monday, June 23, 2008

Gira Jo Kabhi.....

Gira jo kabhi teri aankh se aansu
wada hai hum usse thaam lenge
Paunchhkar tere un aansuon ko tere labon ko
ek meethi si muskurahat denge,
Rakhte hain chahat tujhe hamesha khush
dekhne ki gham ne jo di kabhi dastak tere dar par
wahan apni duaon ka pehra laga denge.

Friday, June 20, 2008

Defeat Is Not.....

Defeat is not the worst of failures.
Not to have tried is the true failure.

Tuesday, June 17, 2008

Most Of The.....

Most of the things worth doing in the world had been
declared impossible before they were done.

Monday, June 16, 2008

No Person Was.....

No person was ever honoured for what he received,
Honour has been the reward for what he gave.

Sunday, June 15, 2008

Trust In Yourself.....

Trust in yourself and you are doomed to disappointment
but trust in God and you are never to be
confounded in time or eternity.

Saturday, June 14, 2008

Different Bodies With.....

Different bodies with connected souls
friendship is a gift that every life beholds,
Strong enough to surpass storms
it is a feeling that provides warmth,
When life is tough or touching the crest
friendship is a shoulder where you can rest,
When smiles are gone and happiness ends
the only one who can bring them back is a true friend.

Friday, June 13, 2008

Raat Ki Tanhai.....

Raat ki tanhai mein thandi hawa ka ek jhaunka aaya
uss pal mein guzre waqt ka har hasin lamha yaad aaya,
Lamhon hee lamhon mein zindagi ne saalon ka safar tai kar lia
kabhi gham toh kabhi khushi se iss zindagi ko mukhatib kara dia,
Hum uss daur mein hain ki sochne lage the zindagi ne ab humse sirf soz ka rishta bana liya
par hum bhi khushnasib hain aapki chand yaadon ne humein iska ehsaas dila diya.

Wednesday, June 11, 2008

Consider The Postage.....

Consider the postage stamp:
its usefulness consists in the ability
to stick to one thing till it gets there.

Tuesday, June 10, 2008

Ulfat Ka Aksar.....

Ulfat ka aksar yehi anzaam hota hai
dil mein pyar aur aankhon mein intezar hota hai,
Kehte hain jis ehsaas ko mohabbat
ho jaye jisse wahi barbaad hota hai.

Sunday, June 8, 2008

The Road To.....

The road to success is dotted with
many tempting parking places.

Saturday, June 7, 2008

The Future Belongs.....

The future belongs to those who see
possibilities before they become obvious.

Thursday, June 5, 2008

Ye Mat Poochho.....

Ye mat poochho humse ki
tumhe kitna pyar karte hain
bata pana mushkil hoga kyunki
hum pyar ka hisaab nahi rakhte hain,
Hisaab rakhte hain is baat ka ki
tumhe kitna yaad karte hain
uss har yaad mein tumhe hum
behisaab pyar karte hain.

Wednesday, June 4, 2008

A Man Without.....

A man without mirth is like
a wagon without springs,
he is jolted disagreeably
by every pebble in the road.

Tuesday, June 3, 2008

Men Will Spend.....

Men will spend their health getting wealth
then, gladly pay all they have earned
to get health back.

Monday, June 2, 2008

One-Half The.....

One-half the trouble of this life can be traced
to saying yes too quick, and not saying
no soon enough.

Sunday, June 1, 2008

Saath Tera Jo.....

Saath tera jo mujhe is zindagi mein mil gaya
yun laga jaise doobti kashti ko koi saahil mil gaya,
Thama jab haath tu ne mera khud ko maine mehfuz paya
tere pyar bhare sparsh ne mujhe sachi dosti ka ehsaas karaya.