Custom Search

Tuesday, December 16, 2008

Woh Pehchan Woh.....

Woh pehchan woh mulakat woh adhuri si baat
teri yaad satati hai mujhe har din har raat,
Woh maasumiyat mein sarabor jo lafz the tere
yun laga jaise dil ke ankahe ehsaas the mere,
Main khamoshi se sunti rahi teri baaton ko
aur pyar se sehlati rahi teri yaadon ko,
Apne jazbaton ko bayaan kar ke tu khamoshi se chala gaya
anjaane mein hee sahi apne liye mere ehsaas ko tu aur jaga gaya.

Sunday, December 7, 2008

Maturity Doesn't Come.....

Maturity doesn't come with age;
it comes with acceptance of responsibility.

Thursday, December 4, 2008

When I Was.....

When I was young I observed that nine out of ten
things I did were failures. I didn't want to be a
failure, so I did ten times more work.

Saturday, November 29, 2008

Little Minds Are.....

Little minds are tamed and subdued by misfortune;
but great minds rise above them.

Tuesday, November 25, 2008

The Most Valuable.....

The most valuable of all talents is that of
never using two words when one will do.

Saturday, November 22, 2008

Apni Palkon Mein.....

Apni palkon mein tera har khwaab sajaya hai
har gham ko tere apne dil mein chhupaya hai,
Tu pochhta hai kya rishta hai tujhse mera
mein khud nai jaanti kyun rehta hai har pal khayal tera,
Kyun sab se teri baatein hum aam karne lage hain
yun lagne laga hai shayad hum tujhse pyaar karne lage hain.

Thursday, November 20, 2008

Aa Mere Paas.....

Aa mere paas bataun ki pyaar kya hai
dhadkane ginn toh bataun intezar kya hai,
Tarasti hain aankhein deedar ko teri
inn aankhon mein jhaank toh bataun khwaab kya hai,
Hum yun hee nahi kehte ki pyaar hai tujhse
kabhi bharosa todkar dekh mera tujh par aitbaar kya hai.

Friday, November 14, 2008

I Would Rather.....

I would rather fail in the cause that somebody
will triumph, than triumph in a cause that
somebody will fail.

Saturday, November 8, 2008

Hating People Is.....

Hating people is like burning down your
own house to get rid of a rat.

Thursday, November 6, 2008

A Well Trained.....

A well-trained memory is one that permits you
to forget everything that isn't worth remembering.

Monday, November 3, 2008

A Man Who.....

A man who does not read good books has no
advantage over the man who can't read them.

Thursday, October 30, 2008

In The Gleaming.....

In the gleaming night of stars i wish may all your dreams come true
in the depth of my heart rests a feeling i wish i could ever tell you,
Holding your hand and walking by your side sitting with you and talking overnight
in the midst of the fun, tears and smiles i also remember our cute little fights,
Years have passed gifting me the memories which are still fresh as morning dew
and with every passing time i strongly realise how much i truely love you.

Saturday, October 25, 2008

What We Do.....

What we do on some great occasion will probably
depend on what we already are; and what we are
will be the result of previous years of self-discipline.

Monday, October 20, 2008

An Error Doesn't.....

An error doesn't become a mistake until
you refuse to correct it.

Friday, October 17, 2008

No Plan Is.....

No plan is worth the paper it is printed
on unless it starts you doing something.

Sunday, October 12, 2008

Yun Duriyan Banakar.....

Yun duriyan banakar kyun pyar ka imtehan lete ho
hamari mohabbat par shakk kar ke kyun roz ek naya zakhm dete ho,
Aitbaar nahi hai agar aapko hamari mohabbat par
toh kyun chupke se aakar hamari aankhon mein apna khwaab dete ho.

Thursday, October 9, 2008

It's Not Hard.....

It's not hard to make decisions when
you know what your values are.

Monday, October 6, 2008

If You Don't.....

If you don't stand for something
you'll fall for anything.

Saturday, October 4, 2008

I am Only One.....

I am only one; but still I am one.
I cannot do everything, but still I can do something;
I will not refuse to do the something I can do.

Wednesday, October 1, 2008

Kal Chaudhvi Ka.....

Kal chaudhvi ka chaand sitaron ke paas tha
manzar haseen tha magar dil udaas tha
Kabhi hum bhi the apni mohabbat ke paas
woh manzar hee humare liye kuch khaas tha
Dil mein sukun tha meetha sa ehsaas tha
lab sada muskurate the kyunki humein unse pyar tha
Hum batana chahte the unhe ki hum kya mehsus karte hain
tabhi unhone kaha ki woh kisi aur se pyar karte hain
Hum muskura kar unki khushi mein shaamil ho gaye
hamari nazron ke saamne hee woh kisi aur ke ho gaye.

Sunday, September 28, 2008

Everyman Is Enthusiastic.....

Every man is enthusiastic at times.
One man has enthusiasm for thirty minutes,
another has it for thirty days, but it is the man
that has it for thirty years who makes a success in life.

Tuesday, September 23, 2008

Dont't Cross Your

Don't cross your bridges until you get to them.
We spend our lives defeating ourselves crossing
bridges we never get to.

Friday, September 19, 2008

The Greedy Search.....

The greedy search for money or success will almost
always lead men into unhappines. Why?
Because that kind of life makes them depend
upon things outside themselves.

Tuesday, September 16, 2008

Mehek Gulab Ki.....

Mehek gulab ki teri zindagi mein bikher denge
tere har gham ko apne aanchal mein samet lenge,
Rishta yun toh nahi hai tujhse mera koi par
iss ehsaas ke rishte mein tere har aansu ko apni palkon mein piro lenge.

Sunday, September 14, 2008

Perseverance Is A.....

Perseverance is a great element of success;
if you only knock long enough and loud enough
at the gate you are sure to wake up somebody.

Tuesday, September 9, 2008

It Is Not.....

It is not what a man does that determines
whether his work is sacred or secular,
it is why he does it.

Wednesday, September 3, 2008

Uljhano Se Jab.....

Uljhano se jab takrati hai zindagi
har shakhs ek farishtey ki fariyaad karta hai
Milta nahi hai sukun kahin bhi
dil ko har pal uska hee intezar rehta hai
Chhipa le jab woh humein apne pyar ke daaman mein
tab uljhano ka bhi gham nahi hota
Aj mushkilon se takra kar jana hai
ki sacha dost kisi farishtey se kam nahi hota.

Monday, September 1, 2008

Good Nature Begets.....

Good nature begets smiles, smiles begets friends,
and friends are better than a fortune.

Tuesday, August 26, 2008

Success Is Knowing.....

Success is knowing the difference between
cornering people and getting them in your corner.

Wednesday, August 20, 2008

Jane Kis Raste.....

Jane kis raste se guzar rahi hai zindagi
ki ab toh har mod par udasi hee milti hai,
Haste the kabhi hum bhi jee bharkar
par ab toh hassi bhi udhari mein milti hai.

Monday, August 18, 2008

Rehte Hain Jab.....

Rehte hain jab tanha tab bhi zikr
tera hee karte hain
Mehfil mein bhi rehkar har pal deedar
tera hee karte hain,
Dil ke aaine mein jhaankar dekh lena kabhi
chehra apna hee paaoge
Zindagi manzil ke rukh mod bhi de toh kya
har safar mein humein sath hee paaoge.

Tuesday, August 12, 2008

You May Be.....

You may be disappointed if you fail,
but you are doomed if you don't try.

Friday, August 8, 2008

Don't Be Discouraged.....

Don't be discouraged; everyone who got
where he is, started where he was.

Tuesday, August 5, 2008

Braver Is He.....

Braver is he who overcomes his desires
than him who conquers his enemies;
for the hardest victory is the victory over self.

Monday, August 4, 2008

Uss Falak Ke.....

Uss falak ke daman mein jane kitne hee sitare hain
roshan toh aasma unse bhi hai par chaand se alag hee nazaare hain,
Yun toh duniya ki bhid mein kehne ko kai dost hamare hain
par roshan hai zindagi jinse un doston mein humein aap sabse pyaare hain.

Friday, August 1, 2008

The Man Who.....

The man who wins may have been
counted out several times, but he
didn't hear the referee.

Tuesday, July 29, 2008

You Must Have.....

You must have long-range goals to keep you
from being frustrated by short-range failures.

Monday, July 28, 2008

Sawan Ke Mausam.....

Sawan ke mausam mein hawa jab behti hai
baarish ki bundo ke sang milkar kuch kehti hai
Gunjta hai fiza mein pyaar ka ehsaas
bundo mein nazar aata hai chehra woh khaas
Bheegte hain ehsaas kuch hasin sapno ke sath
har pyaar bhare dil ko rehta hai sawan ka intezar.

Saturday, July 26, 2008

Vision Is The.....

Vision is the world's most desperate need.
There are no hopeless situations, only
people who think hopelessly.

Wednesday, July 23, 2008

Those That Have.....

Those that have done nothing in life are not
qualified to judge of those that have done little.

Sunday, July 20, 2008

Rishton Se Bani.....

Rishton se bani iss duniya mein kyun
rishton ke hee mol kho jata hai
Karta hai dil jiss par behad yakin
wahi shakhs aksar dhoka de jata hai
Toot ta hai dil taar-taar hota hai aitbaar
phir bhi rishton se bani iss duniya mein
rehta hai ek sache rishte ka intezaar.

Friday, July 18, 2008

Courage Is Resistance.....

Courage is resistance to fear,
mastery of fear not absence of fear.

Thursday, July 17, 2008

Not Only To.....

Not only to say the right thing in the right place,
but far more difficult, to leave unsaid the
wrong thing at the tempting moment.

Tuesday, July 15, 2008

Ek Shakhs se.....

Ek shakhs se zindagi kuch iss kadar jud gai
dur hote hue bhi usse nazdikiyan badh gai
Har pal rehta hai aankhon mein uska hee chehra
har khayal par hota hai ab uska hee pehra
Kehti hai duniya iss ehsaas ko pyar par
pyar se hee milne ke liye kyun karna padta hai intezar?

Monday, July 14, 2008

A Good Listener.....

A good listener is not only popular everywhere,
but after a while he knows something.

Saturday, July 12, 2008

Let Us Not.....

Let us not say, Every man is the architect
of his own fortune;
but let us say, Every man is the architect
of his own character.

Thursday, July 10, 2008

Friendship Is A.....

Friendship is a bond that binds lives together
it is an emotion unchanged by the weather
Friendship is a rose bud which can blossom even in cold
as it has love, trust and understanding in its every fold
Every bloomed flower withers away with the passing time but
friendship is one such flower which blooms with the passing time.

Wednesday, July 9, 2008

Blessed Is The.....

Blessed is the man who is too busy
to worry in the daytime and too sleepy
to worry at night.

Monday, July 7, 2008

Life Is A.....

Life is a coin.
You can spend it any way you wish,
but you can spend it only once.

Saturday, July 5, 2008

Parvaton Se Nikalkar.....

Parvaton se nikalkar jharne kisi khoi hui
manzil ki taraf behte hain
Hawa sare-shaam unke liye chalti hai
jinke mehboob bahut dur kahin rehte hain.

Thursday, July 3, 2008

Obstacles Are Those.....

Obstacles are those frightful things you see
when you take your eyes off the goal.

Wednesday, July 2, 2008

The Most Important.....

The most important single ingredient in the
formula of success is knowing how to
get along with people.

Tuesday, July 1, 2008

Prayer Is An.....

Prayer is an invisible tool which
is wielded in a visible world.

Monday, June 30, 2008

Rakhte Hain Jo.....

Rakhte hain jo auron ke liye pyar ka jazba
woh log kabhi tutkar bikhra nahi karte
Zaruri nahi ki mile pyar ke badle pyar
par issay ek tarfa rishte maraa nahi karte
Rishton ko rakhte hain zinda jo ehsas
woh ehsas hum aj bhi mehsus karte hain
Nahi karte woh mohabbat humse
par hum aj bhi unse pyar karte hain.

Friday, June 27, 2008

Always Bear In.....

Always bear in mind that your own resolution
to success is more important than
any other one thing.

Wednesday, June 25, 2008

Aapki Masoom Nigahon.....

Aapki masoom nigahon ki chahat ki kasam
dil ne kya ruh ne bhi aapse mohabbat ki hai
Chhod dia aapne beech raah mein humein
kaho jo is dil ne kabhi aapse shikayat ki hai
Hum toh is sukun mein hee jeete aaye ki
ek pal ko hee sahi aapne humse sachi mohabbat ki hai
Par woh sukun bhi chhinn gaya jab jana ki
aapne toh humse shararat ki hai.

Monday, June 23, 2008

Gira Jo Kabhi.....

Gira jo kabhi teri aankh se aansu
wada hai hum usse thaam lenge
Paunchhkar tere un aansuon ko tere labon ko
ek meethi si muskurahat denge,
Rakhte hain chahat tujhe hamesha khush
dekhne ki gham ne jo di kabhi dastak tere dar par
wahan apni duaon ka pehra laga denge.

Friday, June 20, 2008

Defeat Is Not.....

Defeat is not the worst of failures.
Not to have tried is the true failure.

Tuesday, June 17, 2008

Most Of The.....

Most of the things worth doing in the world had been
declared impossible before they were done.

Monday, June 16, 2008

No Person Was.....

No person was ever honoured for what he received,
Honour has been the reward for what he gave.

Sunday, June 15, 2008

Trust In Yourself.....

Trust in yourself and you are doomed to disappointment
but trust in God and you are never to be
confounded in time or eternity.

Saturday, June 14, 2008

Different Bodies With.....

Different bodies with connected souls
friendship is a gift that every life beholds,
Strong enough to surpass storms
it is a feeling that provides warmth,
When life is tough or touching the crest
friendship is a shoulder where you can rest,
When smiles are gone and happiness ends
the only one who can bring them back is a true friend.

Friday, June 13, 2008

Raat Ki Tanhai.....

Raat ki tanhai mein thandi hawa ka ek jhaunka aaya
uss pal mein guzre waqt ka har hasin lamha yaad aaya,
Lamhon hee lamhon mein zindagi ne saalon ka safar tai kar lia
kabhi gham toh kabhi khushi se iss zindagi ko mukhatib kara dia,
Hum uss daur mein hain ki sochne lage the zindagi ne ab humse sirf soz ka rishta bana liya
par hum bhi khushnasib hain aapki chand yaadon ne humein iska ehsaas dila diya.

Wednesday, June 11, 2008

Consider The Postage.....

Consider the postage stamp:
its usefulness consists in the ability
to stick to one thing till it gets there.

Tuesday, June 10, 2008

Ulfat Ka Aksar.....

Ulfat ka aksar yehi anzaam hota hai
dil mein pyar aur aankhon mein intezar hota hai,
Kehte hain jis ehsaas ko mohabbat
ho jaye jisse wahi barbaad hota hai.

Sunday, June 8, 2008

The Road To.....

The road to success is dotted with
many tempting parking places.

Saturday, June 7, 2008

The Future Belongs.....

The future belongs to those who see
possibilities before they become obvious.

Thursday, June 5, 2008

Ye Mat Poochho.....

Ye mat poochho humse ki
tumhe kitna pyar karte hain
bata pana mushkil hoga kyunki
hum pyar ka hisaab nahi rakhte hain,
Hisaab rakhte hain is baat ka ki
tumhe kitna yaad karte hain
uss har yaad mein tumhe hum
behisaab pyar karte hain.

Wednesday, June 4, 2008

A Man Without.....

A man without mirth is like
a wagon without springs,
he is jolted disagreeably
by every pebble in the road.

Tuesday, June 3, 2008

Men Will Spend.....

Men will spend their health getting wealth
then, gladly pay all they have earned
to get health back.

Monday, June 2, 2008

One-Half The.....

One-half the trouble of this life can be traced
to saying yes too quick, and not saying
no soon enough.

Sunday, June 1, 2008

Saath Tera Jo.....

Saath tera jo mujhe is zindagi mein mil gaya
yun laga jaise doobti kashti ko koi saahil mil gaya,
Thama jab haath tu ne mera khud ko maine mehfuz paya
tere pyar bhare sparsh ne mujhe sachi dosti ka ehsaas karaya.

Saturday, May 31, 2008

A Man Never.....

A man never discloses his own character so clearly
as when he describes another's.

Friday, May 30, 2008

Kyun Koi Kisi.....

Kyun koi kisi ka dard apnata nahi hai
kyun koi kisi ki khushi dekhkar muskurata nahi hai,
Log aksar ek dusre se wada karte hain sath nibhane ka
par waqt jab aata hai kyun koi apna wada nibhata nahi hai.

Thursday, May 29, 2008

The Future Belongs.....

The future belongs to those who believe
in the beauty of their dreams.

Tuesday, May 27, 2008

When You Were.....

When you were born you cried and the world rejoiced.
Live your life in such a manner that when you die
the world cries and you rejoice.

Sunday, May 25, 2008

Jab Chhu Ke.....

Jab chhu ke hawa tujhe mere paas aati hai
dur hokar bhi teri nazdiki ka ehsaas dilati hai,
Jee chahta hai le lun ussay aagosh mein apni
kyunki wahi toh mere is dil ka haal jaanti hai.

Friday, May 23, 2008

Zindagi Ke Har.....

Zindagi ke har pal ko teri yaadon se sajaye baithe hain
apne labon par muskurahat ko teri hassi se sajaye baithe hain,
Khushiyon ne toh kab ka saath chhod dia hamara par tere haunsle se
apni zindagi mein umeed ke diye jagaye baithe hain.

Wednesday, May 21, 2008

Man Cannot Discover.....

Man cannot discover new oceans
unless he has the courage to
lose sight of the shore.

Sunday, May 18, 2008

Ek Arsaa Hua.....

Ek arsaa hua muskuraye hue isliye aj teri mehfil mein aaye hain
tohfa nahi hai dene ko koi bas ek tute hue dil ki fariyaad laaye hain,
Suna hai asar hota hai duaon mein doston ki isliye
is bikhari hui zindagi ko sambhalne aj teri dosti ke saaye mein aaye hain.

Saturday, May 17, 2008

No Horse Gets.....

No horse gets anywhere until he is harnessed.
No life ever grows great until it is
focused, dedicated and disciplined.

Friday, May 16, 2008

When You Are.....

When you are labouring for others
let it be with the same zeal
as if it were for yourself.

Thursday, May 15, 2008

Hum Ne Jana.....

Hum ne jana hee nahi ki kab
unse rishta mohabbat ka ban gaya
hum toh dosti nibha rahe the jane kab
afsana pyar ka ban gaya,
Poochhne par muskura kar humne
apne ehsas ko unse chhupa liya
par woh bhi shayad karte the mohabbat
humse isliye is raaz ko pehchan liya.

Wednesday, May 14, 2008

Every Job Is.....

Every job is a self-potrait of the person who does it.
Autograph your work with excellence.

Tuesday, May 13, 2008

The Secret Of.....

The secret of success is to be like a duck
smooth and unruffled on top but
paddling furiously underneath.

Monday, May 12, 2008

Kaagaz Ki Kashti.....

Kaagaz ki kashti ko kabhi haqiqat ka sahil nahi milta
bin dor ki patang ko kabhi aasma nahi milta,
Reh jate hain jo mehrum is duniya mein "MAA" ke aanchal se
unko mamta ka ye pyara sa jahan nahi milta.

Sunday, May 11, 2008

Aata Hai Jab.....

Aata hai jab jab khayal aapka
main hawaon se poochhti hun haal aapka,
Besabr hai dil bechain hai dhadkan
kya yun hee hai dil betaab aapka?
Wadon par aapke hai aitbaar humein
ab in nazron ko hai besabri se intezar aapka.

Saturday, May 10, 2008

Laughter Is The.....

Laughter is the sun that drives
winter from the human face.

Friday, May 9, 2008

Love Is Not.....

Love is not an attraction
and its even not a kiss,
it is the pain you get
when someone you really miss.

Thursday, May 8, 2008

Uth Dekh Kya.....

Uth dekh kya nazara hai
dur samundar nazdeek kinara hai,
Kuch pal ke faasle hain baaki
himmat na haarna,
Kyunki ye jaate hue dukh
aane wali khushi ka ishara hai.

Wednesday, May 7, 2008

Sincere And Kindly.....

Sincere and kindly thoughts are like flowers
fragrant and rare,
Making of a wilderness a garden
sweet and fair.

Tuesday, May 6, 2008

Men Are Alike.....

Men are alike in their promises,
it is only in their deeds that they differ.

Monday, May 5, 2008

Humne Zindagi Ki.....

Humne zindagi ki shaam se ek raat udhar maangi hai tere liye
beete hue kal se ek sunehri yaad udhar maangi hai tere liye,
Chaand si roshan rahe zindagi teri isliye
apni zindagi se kuch khushiyan udhar maangi hai tere liye.

Sunday, May 4, 2008

Don't Ask God.....

Don't ask God for what you think is good
ask Him for what He thinks is good for you.

Friday, May 2, 2008

Friendship That Flows.....

Friendship that flows from the heart
cannot be frozen by adversity,
As the water that flows from the spring
cannot congeal in winter.

Thursday, May 1, 2008

Hum Chah Kar.....

Hum chah kar bhi apne ehsaas ko zuban nahi de paate hain
woh poochhte hain humse aur hum iqraar nahi kar paate hain,
Log aksar apni mohabbat ko lafzon se jatate hain
par hum toh khamoshi se hee apne pyar ko nibhate hain.

Wednesday, April 30, 2008

Shoot For The.....

Shoot for the moon even if you miss it
you will land among the stars.

Tuesday, April 29, 2008

We Too Often.....

We too often love things and use people,
when we should be using things and loving people.

Monday, April 28, 2008

Though We May.....

Though we may have fun when food and drink are done
all our guest depart only a friend can find
That bitter need the hunger of the heart.

Sunday, April 27, 2008

Zindagi Beshak Raahein.....

Zindagi beshak raahein badal de
waqt beshak milne se mehrum rakhe,
Par hamari yadon se talluk hamesha banaye rakhna
dil ki kisi dhadkan mein humein bhi basaye rakhna.

Saturday, April 26, 2008

Is Ishq Ki.....

Is ishq ki bhi ajeeb fitrat hai
kabhi dil mein khushi toh kabhi furkat hai,
Kabhi lab par hassi toh kabhi aankhon mein nami hai
kabhi sehraan mein gul toh kabhi gulshan mein bhi kami hai.

Friday, April 25, 2008

Mehekte Gulab Jaisi.....

Mehekte gulab jaisi khushboo hai teri yadon mein
khanakte kangan jaisi khanak hai teri baton mein,
Nazre chura kar bhi nazre pher nahi pate tujhse kyunki
dil ko jo apna bana le aisi kashish hai teri aankhon mein.

Thursday, April 24, 2008

Badi Hasraton Se.....

Badi hasraton se dil mein ek armaan sajaya tha
muskurahat denge sab ke labon par yehi sapna sajaya tha,
Na jana tha zindagi aise mod par le aayegi
dil mein dukh aur aankhon mein nami de jaayegi,
Badi mushkil se humne apne dil ko sambhala hai
aansuon ko palkon ki dehleez se hataya hai,
Apne soye hue armaan ko ek baar phir se jagaya hai
khud rokar bhi sab ke labon par muskurahat ko sajaya hai.

Wednesday, April 23, 2008

Hum Taraste Hain.....

Hum taraste hain tere pyar ko
ek chahat bhari muskan ko,
Gairon ke itne karib hai tu
ki apne taraste hain tere deedar ko.

Tuesday, April 22, 2008

Kafan Mein Lipte.....

Kafan mein lipte hue khwabon ko taraasha nahi jaata
ghamon mein dube hue fasaano ko gaaya nahi jaata,
Yaadein jo dhadkan bankar dil ke sath dhadkti hon
un yadon ko laakh chaho par kabhi bhulaya nahi jaata.

Monday, April 21, 2008

Is Duniya Mein.....

Is duniya mein kaun kiska hota hai
sab ka gham se ek jaisa rishta hota hai,
Milta hai dukh khairaat mein sab ko
bas khushi ke liye intezar lamba hota hai.

Saturday, April 19, 2008

Kyun Koi Shaks.....

Kyun koi shakhs itna apna sa lagta hai
dil jaane uske liye kya mehsus karta hai,
Milo ussay toh raahat milti hai
na milo toh dil mein khali sa lagta hai,
Is ehsaas ko hum lafzon mein bayaan nahi kar paate
jaane ku ek darr sa lagta hai,
Har pal uske liye khushi ki dua maangte hai Rab se
ye pyar hai ya kuch aur yehi poochhte hain sab se.

Friday, April 18, 2008

Dil Mein Ek.....

Dil mein ek tammana jaagi ki
ek pyare se dil ko roshan kar aaye,
Yun toh milna shayad mumkin na ho
tassavur mein hee unse mulakat kar aaye.

Thursday, April 17, 2008

Yun Bhi Kabhi.....

Yun bhi kabhi hoga zindagi mein socha na tha
sang jeete the har pal itni lambi judaai kabhi socha na tha,
Ab toh har pal teri yaadon ke saaye mein jeete hain
tu chahe ya na chahe tujhse ek mulakat ko taraste hain,
Milkar tujhe batana hai ki tujhe kitna yaad karte hain
maana judaai lambi thi par issay dosti ke rishte nahi marte hain.

Wednesday, April 16, 2008

Suna Tha Logon.....

Suna tha logon se ki jaagti aankhon mein bhi khwaab hote hain
har dil mein kai armaan hote hain,
Jab tak nahi tha gham se vaasta na jana tha ki
muskurati aankhon mein bhi sailaab hote hain.

Tuesday, April 15, 2008

Ek Pyaari Si.....

Ek pyaari si dua hai aapke naam
aapko chahne wale hamesha rahein aapke paas,
Guzarish hai khuda se koi gham na de mere yaar ko
chahe puri umar mulakat na ho par kisi ki nazar na lage hamare pyar ko.

Monday, April 14, 2008

Zindagi Se Shikayat.....

Zindagi se shikayat kis shakhs ko nahi hoti
kar de har hasrat puri zindagi ki aisi fitrat nahi hoti,
Khwaab toh dikha deti hai zindagi par har khwaab ki manzil nahi hoti
tamannaien kuch aisi bhi hoti hain jo kabhi haasil nahi hoti.

Sunday, April 13, 2008

Shaam Dhali Aur.....

Shaam dhali aur raat aayi
is raat mein kahi teri har baat yaad aayi
Humne chaand se kaha taraste hain unse mulakat ke liye,
chaand ne kaha ki aj tere pyaar ki bhi yehi fariyaad aayi.

Friday, April 11, 2008

Nazrien Jab Unse.....

Nazarien jab unse milti hain
asar khamoshi kar jaati hai,
Izhar lafzon mein zaruri nahi hota kyunki
pyar mein khamoshi hee zuban ban jaati hai.

Thursday, April 10, 2008

Mazaa Hai Ismein.....

Mazaa hai ismein ki hamara ho tumhe khayal tumhara humko
milne ki tadap ho itni gehri ki band ankhon se hamara ho tumhe deedar tumhara humko,
Ishq yun hee parwan nahi chadta kai imtehan hote hain mohabbat mein
mazaa hai ismein ki dur rehkar bhi hamara ho tumhe aitbaar tumhara humko.

Wednesday, April 9, 2008

Kuch Rishtey Bhi.....

Kuch rishtey bhi ajeeb hote hain
dur hokar bhi dil ke kareeb hote hain,
Apne jazbaat hum zuban se bayaan nahi kar paate
par in rishton ke ehsaas sabse azeez hote hain.


Your Ad Here

Tuesday, April 8, 2008

Zindagi Ka Rukh.....

Zindagi ka rukh mohabbat ke saaye se dur kya hua
bikhar gayi zindagi har tassavur toot sa gaya,
Mehrum ho gaya har pehlu massarrat ke daaman se
hayaat jaise tham si gayi hai kisi ke chale jaane se.

Monday, April 7, 2008

Zindagi Se Rahi Hai.....

Zindagi se rahi hai bas ab guzarish itni
ki teri har khushi mein shareek ho sakein,
Labon par sada barkarar rahe muskurahat itni
ki tujhko bhi nigahon mein nami ki khabar na ho sake.

Sunday, April 6, 2008

Hum Tanhai Se.....

Hum tanhai se fariyad karte hain
ki yadon ko na sang laya karo,
Is dil ko toh hum samjha lenge
bas tum tanha hee aaya karo.

Saturday, April 5, 2008

Shaakh Se Jab.....

Shaakh se jab patte girte hain
hawa mein bhi berukhi aa jaati hai,
Mausam nahi rehta jab saawan ka
tab baarish ki kuch bunde bhi chali jaati hain,
Par yaadon ka saawan har mausam mein barkarar rehta hai
jab nahi hote hain saamne woh tab bhi dil mein unka khayal rehta hai.

Friday, April 4, 2008

Shabbe-furkat ka.....

Shabbe-furkat ka darja hum ne uss raat ko diya
jis raat ne humein ek dusre se juda kiya,
Par is judaai ne bhi jab saath hone ka ehsaas diya
palkein jhukaa kar dheeme se hum ne uss raat ka shukriya ada kiya.

Thursday, April 3, 2008

Khwabon Mein.....

Khwabon mein kisi ke is tarah aaya nahi karte
bechain kar ke dhadkano ko jaya nahi karte,
Imtihaan mohabbat ka is tarah liya na karo
khwabon mein toh judaai ka gham diya na karo.

Wednesday, April 2, 2008

Auron Se Kitni.....

Auron se kitni mukhtalif hai zindagi apni
dur hain khushiyan ghamon se hai nazdeekiyan apni,
Ab toh har dard ko chhipana aadat si ban gayi hai
kyunki muskurahat se hai mohabbat apni.

Tuesday, April 1, 2008

Hun Te Tera Intezar.....

Hun te tera intezar vi saanu pyara lagda hai
har vele tu sadde dil-o-dimag te chhaya rehnda hai,
Tu kehnda hai mein aa nai sakda milan kuj mazburiyan ne
asi samajhde haan es layi teri yaadan nu hee seene nal layi rakhde haan.

Sunday, March 30, 2008

Akele Baithe The......

Akele baithe the kal teri yaadon ne humein ghair liya
lab muskura rahe the par aansuon ne aankhon ko bhigo diya,
Poochha humne dil se ki unse agli mulakat kab hogi
jo adhuri reh gayi thi woh baat kab hogi,
Dil ne kaha kuch rishte adhure hee achhe hote hain
beshak dur sahi par inmein pyar ke ehsaas sache hote hain.

Saturday, March 29, 2008

In The Morning....

In the morning in the night you are always on my mind
i cant think of a single day without your pleasant smile,
Your friendship is a gift i'll cherish all my life
it fills my heart with love and more love all the time.

Friday, March 28, 2008

Privacy Policy

We take your privacy seriously. This policy describes what personal information we collect and how we use it.

We use third party advertisements on this blog to support our site. Some of these advertisers may use technology such as cookies and web beacons (may use information not including your name, address, email address, or telephone number) when they advertise on our site, which will also send these advertisers (such as Google through the Google AdSense program) information including your IP address, your ISP, the browser you used to visit our site, and in some cases, whether you have Flash installed. This is generally used for geotargeting purposes (showing New York real estate ads to someone in New York, for example) or showing certain ads based on specific sites visited (such as showing hotel ads to someone who frequently visits tourism sites).

What is the DoubleClick DART cookie?
The DoubleClick DART cookie is used by Google in the ads served on the websites of its partners, such as websites displaying AdSense ads or participating in Google certified ad networks. When users visit a partner's website and either view or click on an ad, a cookie may be dropped on that end user's browser. The data gathered from these cookies will be used to help better serve and manage ads on the publisher's site(s) and across the web.

"Cookies" are data sent to your web browser from a web server (such as Google) that can uniquely identify your computer and store information about user preferences. Most web browsers will accept cookies by default, but they can be set to reject cookies, either from all websites or from specific sites. You can also manually delete cookies from your web browser. These options are generally set through a “Privacy” setting in your browser setup".

We use third-party advertising companies to serve ads when you visit our website. These companies may use information (not including your name, address, email address, or telephone number) about your visits to this and other websites in order to provide advertisements about goods and services of interest to you. If you would like more information about this practice and to know your choices about not having this information used by these companies, 'click here'.

. Google, as a third party vendor, uses cookies to serve ads based on a user's prior visits to our site.
. Google’s use of the DART cookie enables it to serve ads to our users based on their visit to our sites and other sites on the Internet.
. Users may opt out of the use of the DART cookie by visiting the 'Google ad and content network privacy policy.'