Custom Search

Sunday, October 12, 2008

Yun Duriyan Banakar.....

Yun duriyan banakar kyun pyar ka imtehan lete ho
hamari mohabbat par shakk kar ke kyun roz ek naya zakhm dete ho,
Aitbaar nahi hai agar aapko hamari mohabbat par
toh kyun chupke se aakar hamari aankhon mein apna khwaab dete ho.

No comments: