Custom Search

Thursday, April 3, 2008

Khwabon Mein.....

Khwabon mein kisi ke is tarah aaya nahi karte
bechain kar ke dhadkano ko jaya nahi karte,
Imtihaan mohabbat ka is tarah liya na karo
khwabon mein toh judaai ka gham diya na karo.

No comments: