Custom Search

Saturday, April 5, 2008

Shaakh Se Jab.....

Shaakh se jab patte girte hain
hawa mein bhi berukhi aa jaati hai,
Mausam nahi rehta jab saawan ka
tab baarish ki kuch bunde bhi chali jaati hain,
Par yaadon ka saawan har mausam mein barkarar rehta hai
jab nahi hote hain saamne woh tab bhi dil mein unka khayal rehta hai.

No comments: